شاید تم سو گئے
رات کا پچھلا پھر باقی ہے ابھی
میری دبی ھوئی چیخ نہ سنی تم نے
جو ایک ایسے پیار کے لمحے میں نکلی تھی میرے حلقوم سے
صدیوں کی دبی ھوئی چیخ جو انسان کے حلقوم میں دبتی ہے
دبی رہتی ہے
جو دہقان کے حلقوم میں دبی رہتی ہے
جب اس کا رزق اسی کی اپنی محنت کا پھل اس پر بند کیا جاتا ہے
بندے قفل
بردی بردی تختیوں میں
بکنے کے لئے
اور وہ اور اس کے بھوکے بچے صرف دیکھنے کے لئے پیچھے رہ جاتے ہیں
پیچھہے
اس فرسودہ سامراجی نظام کی نہ انصاف تنہا زمین میں پیچھے
میری دبی ھوئی چیخ جب وہ میری زبان چوستا تھا
ایک عذاب ایک عذاب جو ایک بہت ہی کالی گہری لہر کی طرھ ابھرا اور مجھ کو ڈبو کر لے گیا
ایک ایسی چیخ جو کسی مزدور کے حلقوم سے نکلتی ہے جب وہ درد کے عذاب میں تنہا ہے
جب وہ اپنے حق کے لئے لڑتا بھی نہیں
صرف سسکتا ہے
کیوں کے کراچی اور لاہور کی فکتوریوں میں اس کو صرف اد ہوک رکھا گیا ہے
ڈیلی ویجس پر
تاکے اس کو کوئی فائدہ کبھی نا ملے
اور یہ آرٹی مڈل میں
اس کا خون چوس چوس کر خود اپنی موتی توندوں اور اپنی لمبی داڑھیوں اور اپنے اونچے پانچوں کو سمبھالتے رہیں
اور یہ فرسودہ نظام
جس پر یہ اپنے خدا کی چکّی بھی چلاتے ہیں
میں اس کے ٹھنڈے بوسوں کے وژن کے عذاب میں دبتی رہی
رات کے پچھلے پھر
تم شاید سو گئے تھے
کب سبحہ ہوگی
میں یہ سوچتی رہتی ہوں
کب وہ سرخ علم ابھرے گا
جب ہمارے حلقوم کی دبی چیخیں زور و شور سے نکل کر فنا ہو چکی ہونگی
وہ سرخ سبحہ
جو ایک آزاد فخریہ عادل وجود کا دعواکرے گی
جو مساوات کا دعوا کرے گی
فخریہ دعویٰ
با بانگے دھل دعویٰ
ایسے آزادی جہاں سب دنیا کے باسی آزاد ہونگے
ہر قسم کی سامراجی استعماری نہ انصاف استحصال سے پاک
اور میں نے اس کے بوسے کا جواب نہ دیا اور وہ سمجھا بھی نہیں
میں اس کے لئے ایک زندہ لاش بن چکی ہوں
منٹو کی زندہ لاش
اور شاید وہ سمجھے گا بھی نہیں
کیوں کے اس فرسودہ نظام کی ذہنیت اور اس نہ انصاف نظام کے اندر رہنے والے شاید یہ سمجھ بھی نہیں سکتے کے سچھی آزادی کیا ہوتی ہے
مساوات کیا ہوتی ہے
رات کے پچھلے پھر یہ بات مجھ پر یان ہی کے میں تم سے بہت زیادہ محبّت کرتی ہوں
سچی محبّت
پوری محبّت
بھرپور محبّت
میں تمہارے ہر جذبے میں تمہارے ساتھ ہوں
تمہارا سچا جذبہ\میرے دوست
وہ دِن دور نہیں جب سبحہ کا سورج سرخ ہوگا
اور روشن کرے گا اس دبتی دنیا کو
میں تمہارے ساتھ ہونگی
تمہارے اور سب مزدوروں کے ساتھ
تمہارے اور سب ہاریوں کے ساتھ ساتھ
ان سب عورتوں کے ساتھ جو اپنی مزدوری کا حق بھی پوری طرھ نہیں مانگ سکتیں
اور اپنے جسم کے بوجھ تلے خاموشی سے دبتی چلی جاتی ہیں کیوں کہ
یہ سامراجی استحصالی نظام انھ اپنے سخت اور جبر شکنجے میں جکڑے ہوے ہے
کبھی مذہب کا لبادہ پہناتا ہے کبھی جھوٹی مساوات کا
سچا رخ نہیں دکھاتا
رات کا پچھلا پھر بیت رہا ہے
اور سبحہ ہونے کو ہے
ایک نی سبحہ
مساوات کی سبحہ
سرخ روشن سبحہ
میری آزادی کی سبحہ
ہم سب کی آزادی کی سبحہ
مساوات والی سبحہ
|
میہرزیدی، Meherzaidi,the poet. |
Translation
Seems you have slept,my loved one
The night before Dawn is long and dark
Have you not heard my suppressed scream
That which came out at such a moment of unwanted, un bequeathed love
The suppressed scream that is buried in man's throat since ages
It remains suppressed
That which remains suppressed in the tiller's throat
When his own produce that which his intense effort has made
Is taken away from him to be sold in the market
locked in big boxes
He and his hungry children are left back to watch, despair
Left behind in this wasted system , left behind in this Earth
My suppressed scream when he was sucking my tongue
This torture, Oh this torture
Rose like a deep wave and drowned me
Ah, this scream that comes out of a worker when he is alone in his pain
When he does not even fight for his rights
When he only cries
Because e is only adhoc in the factories of Karachi and Lahore
On daily wages
So that he does not gain
And these middle men
Who suck his blood and with their big bellies, long beards and short shalwars
And this obsolete system
On which they run their idolatory grinding machine
And I was buried in the torture of his cold kisses
In the last hours before Dawn
It seems you had slept
When will there be a new Dawn
I think incessantly
When will the Red Flag rise
When our suppressed screams will have risen out of our throats and destroyed
That Red morning
That declares a free, proud, just existence
That declares equality
Proud declaration
Loud declaration
A freedom where all the citizens of the world are free of
every kind of imperialism, capitalistic exploitation
Free of unjust social systems
And I did not return his kiss and he did not understand
I am a dead being for him
Manto's "Alive Corpse"
But he will not understand
Because those who live in this wasted system and its unjust ways do not understand
Will never understand
That what is the Morn of liberation
That what is Equality
And at this time f night before Dawn this truth is clear to me that I love you very much
True love
Complete love
Forceful love
I am with you in all your Passions
Your true Passion my friend!
That day is not far away when the morning sun will be Red
And it will light this suppressed world
I will be with you
I will be with you and all the workers
I will be with you and all the tillers
I will be with the women who do not even claim their rights
And they bend under the weight of their bodies
Because the imperialistic, fascist system has them caught strongly in this fist
Sometimes dressed as religious bigotry, sometimes as false equality
The last hours of the Night falls
And the Dawn is about to break
A new morning
A Red bright morning
An egalitarian morning
A morning of our Freedom!
Shayad tum so gaye
raat ka pichla peher baaqi hai abhi
meree dabi huee cheekh na sunee tum ne
jo aik aise piyaar ke lamhe mein niklee thi merey halqoom se
sadiyon ki dabi huee cheekh jo insaan ke halqoom mein dabi hai
Dabi rehteee hai
Jo dehqaan ke nhalqoom mein dabi rehtee hai
Jab us ka rizq, us ki apni mehnat ka phal us par band kiya jaata hai
bande qufal
bardhi bardhi takhtiyo mein
bikne ke liye
aur woh aur us ke bhooke bacchey sirf dekhne ke liye peeche reh jaate hain
peeche
Is farsooda samaraji nizaam ki na insaaf tanha zameen mein peeche
Meri dabee huee cheekh jab woh meri zabaan choosta tha
Aik azaab, aik azaab jo aik buhat kaali gehri leher ki tarha ubhraa aur mujh ko dibo kar le gaya
Aik aisee cheekh jo kisee mazdoor ke halqoom se nikalti hai jab woh dard ke azaab mein tanha hai
Jab woh apne haq ke liye larta bhi nahin
Sirf sisakta hai
Kiyub ke Karachi aur Lahore ki factoriun mein us ko sirf adhoc rakha gaya hai
daily wages par
taake us ko koi fayida kabhi na mile
Aur yeh middle men aarti
Us ka khoon choose choose kar khud apni moti tondon
aur apni lambi lambi darhiyon aur apne unche paainchon ko sambhalte rehain
Aur yeh farsooda nizaam
jis par yeh apne khuda ki chakki bhi chalaate hain
mein us ke thande boson ke wazan ke azaab min dabti rahi
raat ke pichle peher
tum shayad so gaye
kab subha hogi
mein yeh sochti rehti hun
kab woh surkh alam ubhre ga
jab hamare halqoom ki dabi cheekhain zor wa shor se nikal kar fana ho chuki hongi
woh surkh subha
jo aik azaad fakhriya aadil wajood ka daawa kare gi
jo masawaat ka daawa kare gi
fakhriya daawa
ba bange dehel daawa
apni aazadi jahan sab duniya ke baasi azaad honge
har qisam ki samaraji isteimaari na insaf istehsaal se paak
aur mein e us ke bose ka jawab na diya aur woh smajha bhi nahin
mein us ke liye aik zinda laash ban cuki hun
Manto ki zinda laash
aur woh shayad samjhen gaa bhi nahin
kiyun ke is farsooda nizam ki zehniyat aur us na insaaf nizaam ke ander rehne waale yeh samjhein bhi nahin
keh subhe azaadi kiya hotee hai
masawaat kiya hoti hai
Raat ke pichle peher yeh baat mujh par ayan hai keh mein tum se buhat ziyaada muhabbat karti hun
Sachi muhabbat
Puri muhabbat
bharpur muhabbat
Mein tumhare har jazbe mein tumhare saath hun
Tumhara sacha jazba
mere dost
woh din dur nahinjab subha ka suraj surkh hoga
aur roshan kare ga is dabti dunyaan ko
Mein tumhare saath hongi
tumhare aur sab mazdooron ke saath
tumhare aur sab haariyon ke saath
Un sab auraton ke saath jo apni mazdoori ka haq bhi puri tarha nahi maang saktein
Aur apne jism ke bojh tale khamoshi se dabti chali jaati hain kiyun ke yeh samaraji istehsaali nizaam apne apne sakht aur jabir shikanje mein pakre huey hai
kabhi mazhab ka labada oehnaata hai
kabhi jhooti masawat ka
saja rukh dikhaata hai
raat ka pichla peher beet raha hai
aur subha hone ko hai
aik nai subha masawaat ki subha
surkh roshan subha
meri azaadi ki subha
hum sab ki azaadi ki subha
masawaat waali subha